Blogger me new blog kaise banate hai
Hi.. Dosto es blog me aap sbhi ka tahe dil se sawat hai, aap sabhi jante honge ki aaj ke jamne me internet chalana kitna aasan ho gaya hai. Dosto esliye maine es blog par aapke liye blog ki saari ki sari tips and trick aapke satha shere karna chahata hoo, es liye mai aapke samne new blog banane karika aur aapko blog banan sikhana chahta hu agar aap bhi apna bllog banana chahate hai to step by step es blog ko pardh kar wa dekh kar aasani se sikh sakte hai aur khud blog bana kar money earn kar sakte hai.
Sabse pahle aap apne computer me kisi bhi browser ko open kar lijiye jisase, par apko nichi diye gaye blog ko step by step pard kar aap bhi new blog bana sakte hai to fir jada der na karte huye aapko le
chalte hai aapki new blog ki taraf ki hum blogger me new blog kaise banate hai.
sabse pahle aap kisi bhi browser ko apen kar le.
ab aap www.google.com ko open kare ya fir diye gaye link par click kare
Step:-1
apke samne ye page khulega
diye gaye image ke anusar right side me three dot per click kare
three dot par click karne ke baad menu khulega
Step :- 3
ab aap Blogger wale icon par click kare
click karne ke baad aapke samne blogger site open ho jaye ga jo ki aap niche dye gaye image dekh
sakte hai.
Step :- 4
ab aapko SIGN IN par click karna hoga
click karne ke baad aapke samne Gmail ka login page open hoga.
Ab aapko apne Gmail id se login karna hoga jisase aap apne account ko
open karne ke baad aapke same kuch, es prakar ka page open hoga
jisase aapke sa blogger ka dasboard open ho jayega
Step :- 5
ab aapke samne New Blog ka option dkhega jisase aap new blog create kar sakte hai, aur aapko
New Blog par click karna hoga
Step :- 6
ab aapko apne blog ka Title dena hoga
Example ke liye :- Welcoome to my student
aap apne title me kuch bhi daal sakte hai jo aapko best lage
title dalne ke baad aap Next Button par click kare
next par click karne ke baad aapko aapko address dalna hoga
niche diye gaye image ke anusar
ab aapko address dalna hoga
Example ke liye :- www.toponeview.blogspot.com
Aapko WWW nahi dalna hai,
aur na hi Blogspot dalna hai
only toponeview ki jagah par hi dalana hai apna blog address
type karte samay ( this blog address is available ) likha aane par hi aap apne blog ko Save Button par click karke Save kar sakte hai, ab aapke samne apke blog ka dasboard open ho jayega niche diye gaye image me dekh sakte hai.
ab aapka blog ready ho gaya hai, aap chahe to apne blog me diye gaye View your blog par click karke dekh sakte hai
View your blog par click karne ke baad apka blog open ho jayega, niche diye gaye image me dekh sakte hai.
Example ke liye niche image diye gaye hai
-: Note :-
Friend ab to aapko samajh aa gaya hoga, Dosto agar aapko ye blog banana acha laga aur aapke samajh me aa gaya ho to app comment me thanks likh kar jarur send kar sakte hai aur es blog me appko kya kya chahiye to aap hume comment me bata sakte hai , agar aapko blog banan aa gaya hoga to mujhe bahot khusi hogi aap apne blog bana kar aur achi-achi post dal kar apna blog khud bana sakte, dosto aapko samajh me na aaya ho to comment box me jarur likh kar send karna bro aur es post ko pardhne ke liye ,Very Very Thanks.....
No comments: